कृपा की दृष्टि डालो शरण हनुमान लगा लो (Kripa Ki Drishti Daalo Sharan Hanuman Laga Lo Lyrics)

कृपा की दृष्टि डालो शरण हनुमान लगा लो | Kripa Ki Drishti Daalo Sharan Hanuman Laga Lo Lyrics

कृपा की दृष्टि डालो, शरण हनुमान लगा लो
मेरे सब काज सम्हालो, शरण हनुमान लगा लो
श्री राम जी से वर मुझे पाना है रघुनाथ जी को नाथ बनाना है

ऐसा कोई काम नहीं तुम ना कर पाओ
राम जी से मेरी कपि तुम भेंट कराओ
हनुमान हनुमान हनुमान हनुमान
मुझे राम जी का दर्शन पाना है रघुनाथ जी को नाथ बनाना है,
मेरा काम बना सकते हो तुम्ही श्री वानर राज लंगूर
कृपा की दृष्टि डालो शरण हनुमान लगा लो
मेरे सब काज सम्हालो शरण हनुमान लगा लो

राम से नाता प्रभु आपका निराला है
कहें तुलसी राम जी ने कहना नहीं टाला है
हनुमान हनुमान हनुमान हनुमान
मुझे भक्ति का नाता निभाना है रघुनाथ जी को नाथ बनाना है,
मेरा काम बना सकते हो तुम्ही श्री वानर राज लंगूर
कृपा की दृष्टि डालो शरण हनुमान लगा लो
मेरे सब काज सम्हालो शरण हनुमान लगा लो

कपि तेरी शक्ति का पार नहीं पाया है
कपि तेरी भक्ति से सारा सुख आया है
कहीं छोड़ के तुझे नहीं जाना है रघुनाथ जी को नाथ बनाना है,
मेरा काम बना सकते हो तुम्ही श्री वानर राज लंगूर
कृपा की दृष्टि डालो शरण हनुमान लगा लो
मेरे सब काज सम्हालो शरण हनुमान लगा लो


Singer – Manojj Negi
Lyrics – Shardul Rathod
Music – Manojj Negi
Studio – Trio Digital Recording Studio
Music Label – Aadi Shakti Entertainment

Kripa Ki Drishti Daalo Sharan Hanuman Laga Lo Lyrics

Kripa ki drishti daalo, sharan Hanuman laga lo,
Mere sab kaaj sambhaalo, sharan Hanuman laga lo.
Shri Ram ji se var mujhe paana hai, Raghunath ji ko naath banaana hai.

Aisa koi kaam nahin tum na kar paao,
Ram ji se meri kapi tum bhet karaao.
Hanuman Hanuman Hanuman Hanuman,
Mujhe Ram ji ka darshan paana hai,
Raghunath ji ko naath banaana hai.
Mera kaam bana sakte ho tumhi, Shri Vaanar Raaj Langoor.

Kripa ki drishti daalo, sharan Hanuman laga lo,
Mere sab kaaj sambhaalo, sharan Hanuman laga lo.

Ram se naata Prabhu aapka niraala hai,
Kahein Tulsi Ram ji ne kehna nahin taala hai.
Hanuman Hanuman Hanuman Hanuman,
Mujhe bhakti ka naata nibhaana hai, Raghunath ji ko naath banaana hai.
Mera kaam bana sakte ho tumhi, Shri Vaanar Raaj Langoor.

Kripa ki drishti daalo, sharan Hanuman laga lo,
Mere sab kaaj sambhaalo, sharan Hanuman laga lo.

Kapi teri shakti ka paar nahin paaya hai,
Kapi teri bhakti se saara sukh aaya hai.
Kahin chhod ke tujhe nahin jaana hai, Raghunath ji ko naath banaana hai.
Mera kaam bana sakte ho tumhi, Shri Vaanar Raaj Langoor

Kripa ki drishti daalo, sharan Hanuman laga lo,
Mere sab kaaj sambhaalo, sharan Hanuman laga lo.

Leave a Comment

Your email address will not be published. Required fields are marked *

15 + ten =

Scroll to Top