झूला झूल रहे भगवान नन्द जी के अंगना में
माता यशोदा पलना झूला में, चेहरे पर मधुर मुस्कान
नन्द जी के अंगना में
झूला झूल रहे भगवान….
भीड़ लगी है नन्द भवन में, आया कौन सा यह मेहमान
नन्द जी के अंगना में
झूला झूल रहे भगवान….
शिव शंकर दर्शन को आए, श्री कृष्ण गए पहचान
नन्द जी के अंगना में
झूला झूल रहे भगवान….
प्रभु दर्शन की होड़ लगी है, क्या बालक बूढ़े जवान
नन्द जी के अंगना में
झूला झूल रहे भगवान….
बाहर खड़े गोपी गोपिका, लिए हाथों में पकवान
नन्द जी के अंगना में
झूला झूल रहे भगवान….
Jhula Jhul Rahe Bhagavan Nand Ji Ke Angana Mein Bhajan Lyrics
Jhula Jhul Rahe Bhagavan Nand Ji Ke Angana Mein
Mata Yashoda Palna Jhula Mein, Chehare Par Madhur Muskaan
Nand Ji Ke Angana Mein
Jhula Jhuul Rahe Bhagavan….
Bheed Lagi Hai Nand Bhavan Men, Aaya Kown Saa Yah Mehamaan
Nand Ji Ke Angana Mein
Jhula Jhuul Rahe Bhagavan….
Shiv Shankar Darshan Ko Aaye, Shri Krishna Gaye Pehchaan
Nand Ji Ke Angana Mein
Jhula Jhuul Rahe Bhagavan….
Prabhu Darshan Ki Hod Lagi Hai, Kya Balak Budhe Jawan
Nand Ji Ke Angana Mein
Jhula Jhuul Rahe Bhagavan….
Bahar Khade Gopi Gopika, Lie Haathon Mein Pakavan
Nand Ji Ke Angana Mein
Jhula Jhuul Rahe Bhagavan….