हमें शरण में ले लीजिए भोलेनाथ कहाँ जाएँ | Humein Sharan Mein Le Lijiye Bholenath Kahaan Jaaein Lyrics
हमें शरण में ले लीजिए,
नाथ कहाँ जाएँ।
भोलेनाथ कहाँ जाएँ।
नाथ कहाँ जाएँ,
भोलेनाथ कहाँ जाएँ।
भक्तों पे कृपा कीजिए,
भक्तों पे कृपा कीजिए।
नाथ कहाँ जाएँ,
भोलेनाथ कहाँ जाएँ।
नाथ कहाँ जाएँ,
भोलेनाथ कहाँ जाएँ।
दुनिया के सताए हैं,
चरणों में आए हैं।
दुनिया के सताए हैं,
चरणों में आए हैं।
चरणों में आए हैं,
आशीष हमें दीजिए।
आशीष हमें दीजिए।
नाथ कहाँ जाएँ,
दीनानाथ कहाँ जाएँ।
नाथ कहाँ जाएँ,
भोलेनाथ कहाँ जाएँ।
जिसका न कोई होता,
तुम उसके सहारे हो।
जिसका न कोई होता,
तुम उसके सहारे हो।
तुम उसके सहारे हो।
ऐसा न देव दूजा,
ऐसा न देव दूजा।
नाथ कहाँ जाएँ,
भोलेनाथ कहाँ जाएँ।
नाथ कहाँ जाएँ,
भोलेनाथ कहाँ जाएँ।
है अंधियारा फैला,
ना हाथ छोड़ देना।
है अंधियारा फैला,
ना हाथ छोड़ देना।
ना हाथ छोड़ देना।
अब और न कुछ सूझे,
अब और न कुछ सूझे।
नाथ कहाँ जाएँ,
भोलेनाथ कहाँ जाएँ।
नाथ कहाँ जाएँ,
भोलेनाथ कहाँ जाएँ।
Singer: Pamela Jain
Lyrics: Shardul Rathod
Music: Samuel Paul
Music Label: Wings Music
© & ℗ Wings Entertainment Ltd
Humein Sharan Mein Le Lijiye Bholenath Kahaan Jaaein Lyrics in English
Humein sharan mein le lijiye,
Naath kahaan jaaein.
Bholenath kahaan jaaein.
Naath kahaan jaaein,
Bholenath kahaan jaaein.
Bhakton pe kripa kijiye,
bhakton pe kripa kijiye.
Naath kahaan jaaein,
Bholenath kahaan jaaein.
Naath kahaan jaaein,
Bholenath kahaan jaaein.
Duniya ke sataaye hain,
charanon mein aaye hain.
Duniya ke sataaye hain,
charanon mein aaye hain.
Charanon mein aaye hain,
aashish humein dijiye.
Aashish humein dijiye.
Naath kahaan jaaein,
Deenanath kahaan jaaein.
Naath kahaan jaaein,
Bholenath kahaan jaaein.
Jiska na koi hota,
tum uske sahaare ho.
Jiska na koi hota,
tum uske sahaare ho.
Tum uske sahaare ho.
Aisa na dev dooja,
aisa na dev dooja.
Naath kahaan jaaein,
Bholenath kahaan jaaein.
Naath kahaan jaaein,
Bholenath kahaan jaaein.
Hai andhiyaara phaila,
na haath chhod dena.
Hai andhiyaara phaila,
na haath chhod dena.
Na haath chhod dena.
Ab aur na kuchh soojhe,
ab aur na kuchh soojhe.
Naath kahaan jaaein,
Bholenath kahaan jaaein.
Naath kahaan jaaein,
Bholenath kahaan jaaein.






