हे महाकाल हो कालों के काल (Hey Mahakaal Ho Kaalon Ke Kaal Lyrics)

हे महाकाल हो कालों के काल | Hey Mahakaal Ho Kaalon Ke Kaal Lyrics

हे महाकाल ! हो कालों के काल, जो भस्म भभूति लगाए हुए हैं !
आदि अनंत हे! शिव भगवंत, प्रचंड जो रूप बनाए हुए हैं !!
हो शक्तिशाली जगत के हो माली, वैराग्य हृदय जो लगाए हुए हैं !
शिव अविनाशी हे! श्मशान वासी जो मृत्यु को दास बनाए हुए हैं !!

भूप अवंतिका के हो तुम हीं, जो मोह और माया मिटाए हुए हैं !
मृत्युंजय मंत्र के हो तुम स्वामी, जो भक्तों को मोक्ष दिलाए हुए हैं!!
योगी तुम्ही योगेश्वर तुम्हीं, जो कण-कण में वास बनाए हुए हैं !
सत्यं शिवं सुन्दरं हो तुम्हीं, जो नटराज का रूप बनाए हुए हैं !!

आरंभ अंत ना जाने कोई भी, पार तेरा किसी ने नहीं पाया !
देव ऋषि मुनि तेरी शरण में, तेरी ही महिमा का गान है गाया !!
दीन दुखी जो भी आए शरण में, उनका तो पल में है दुख मिटाया !
काल भी कांपे दोऊ कर जोड़े, है कोटि प्रणाम प्रभु सुरराया !!

रूप महाकाल है अति पावन, मनहारी लगे रूप ये भस्मधारी !
सर्वोच्च ज्ञाता ये भाग्य विधाता, अर्द्धचन्द्र धारे प्रभु चन्द्रधारी !!
नेत्र विशाल त्रिनेत्र हैं धारे, पान किये विष शिव विषधारी !
नाग गले में हैं शोभा बढ़ाएं, धारे हैं गंगा को ये जटाधारी !!

भस्म की आरती भाए प्रभु को, देव ऋषि सब शीश नवाते !
रूप अनेक हैं धाम अनेक हैं, वेद पुराण भी हैं नित गाते !!
महाकाल हैं मेरे दीनदयाल, जो भवभय से हैं पार लगाते !
रोग और दोष और पाप मिटाकर, प्रेम जी सत्य की जय- जय कराते !!

Singer: Amrita Chaturvedi Upadhyay
Lyrics: Munendra Prem Ji
Music: Rohit Kumar (Bobby)
Flute: Pt. Ajay Shankar Prasanna

Hey Mahakaal Ho Kaalon Ke Kaal Lyrics

Hey Mahakaal! Ho kaalon ke kaal, jo bhasm bhabhooti lagaaye hue hain.
Aadi Anant he! Shiv Bhagwant, prachand jo roop banaaye hue hain.
Ho shaktishaali jagat ke ho maali, vairagya hriday jo lagaaye hue hain.
Shiv Avinaashi he! Shamshaan Vaasi, jo mrityu ko daas banaaye hue hain.

Bhoop Avantika ke ho tum hi, jo moh aur maya mitaaye hue hain.
Mrityunjay mantra ke ho tum Swami, jo bhakton ko moksh dilaaye hue hain.
Yogi tumhi Yogeshwar tumhi, jo kan-kan mein vaas banaaye hue hain.
Satyam Shivam Sundaram ho tumhi, jo Nataraj ka roop banaaye hue hain.

Aarambh ant na jaane koi bhi, paar tera kisi ne nahin paaya.
Dev, Rishi, Muni teri sharan mein, teri hi mahima ka gaan hai gaaya.
Deen dukhi jo bhi aaye sharan mein, unka to pal mein hai dukh mitaaya.
Kaal bhi kaanpe dou kar jode, hai koti pranaam Prabhu Surraaya.

Roop Mahakaal hai ati paavan, manhaari lage roop ye bhasmdhaari.
Sarvochch gyaata ye bhaagya vidhaata, ardhchandra dhaare Prabhu Chandradhaari.
Netra vishaal trinetr hain dhaare, paan kiye vish Shiv Vishdhaari.
Naag gale mein hain shobha badhaaye, dhaare hain Ganga ko ye Jataadhaari.

Bhasm ki aarti bhaaye Prabhu ko, Dev Rishi sab sheesh navaate.
Roop anek hain, dhaam anek hain, Ved Puraan bhi hain nit gaate.
Mahakaal hain mere Deendayaal, jo bhav-bhay se hain paar lagaate.
Rog aur dosh aur paap mitaakar, Prem ji satya ki jai-jai karaate.

Leave a Comment

Your email address will not be published. Required fields are marked *

10 + 9 =

Scroll to Top