हे शिवशंकर हे गंगाधर (Hey Shiv Shankar Hey Gangadhar Lyrics)

shiva
हे शिवशंकर हे गंगाधर | Hey Shiv Shankar Hey Gangadhar Lyrics

हे शिवशंकर हे गंगाधर, हे शशिशेखर डमरूधारी|
हे करुणाकर पार्वतीवल्लभ, हे योगेश्वर हे त्रिपुरारी|
हे कैलाशी हे अविनाशी, आदि अनामय हे अविकारी|
भवसागर से पार लगाओ, आन पड़ा मैं शरण तिहारी||

भोलेनाथ कृपालु दयामय, हे मनभावन हे अघहारी|
हे प्रलयंकर नाथ भयंकर, हे भवकारक हे संहारी|
हे भवकारक जनमनरंजन, हे अमरेश्वर भवभयहारी|
भवसागर से पार लगाओ, आन पड़ा मैं शरण तिहारी||

कैलाशी काशी के वासी, हे शिवशंकर हे गिरिचारी|
परम प्रसिद्ध पुनीत पुरातन, शिवशम्भू त्रिभुवन-विस्तारी|
हे विश्वेश्वर नाथ नागेश्वर, कर्ता धर्ता हे मदहारी|
भवसागर से पार लगाओ, आन पड़ा मैं शरण तिहारी||

तुम ही शिवजी विश्व के स्वामी, मैं हूँ प्राणी एक संसारी|
माया ममता चित्त न छोडें, और बढ़ी है तृष्णा भारी|
भुक्ति और मुक्ति के दाता शंकर, गावें महिमा सब नर-नारी|
भवसागर से पार लगाओ, आन पड़ा मैं शरण तिहारी||

सबकी इच्छा पूरण करते, त्रिभुवन के तुम पालनहारी|
थाह मिले न भवसागर की, आन उबारो हे सुखकारी|
नाम तुम्हारा नौका निर्मल, तुम ही केवट शिव अधिकारी|
भवसागर से पार लगाओ, आन पड़ा मैं शरण तिहारी||

भवभयभंजन हे दुःखकंदन, महिमा गावें वेद तुम्हारी|
अलखनिरंजन हे शिव योगी, सृष्टि सकल के तुम हितकारी|
हम अति दीन-दयामय प्रभु जी, चरण-शरण दीजै त्रिपुरारी|
भवसागर से पार लगाओ, आन पड़ा मैं शरण तिहारी||

Singer: Amrita Chaturvedi Upadhyay
Lyrics: Amrita Chaturvedi
Music: Rohit Kumar (Bobby)
Flute: Pt. Ajay Shankar Prasanna

Hey Shiv Shankar Hey Gangadhar Lyrics in English

Hey Shiv Shankar, Hey Gangadhar, Hey Shashishekhar Damru Dhaari.
Hey Karunaakar Parvativallabh, Hey Yogeshwar Hey Tripuraari.
Hey Kailashi, Hey Avinaashi, Aadi Anaamay Hey Avikaari.
Bhavsagar se paar lagaao, aan pada main sharan tihaari.

Bholenath Kripaalu Dayaamay, Hey Manbhaavan Hey Aghahaari.
Hey Pralayankar Naath Bhayankar, Hey Bhavkaarak Hey Sanhaari.
Hey Bhavkaarak Janmanranjan, Hey Amareshwar Bhavbhayahaari.
Bhavsagar se paar lagaao, aan pada main sharan tihaari.

Kailashi Kaashi ke Vaasi, Hey Shiv Shankar Hey Girichaari.
Param Prasiddh Puneet Puraatan, Shiv Shambhu Tribhuvan Vistaari.
Hey Vishweshwar Naath Naageshwar, Karta Dharta Hey Madahaari.
Bhavsagar se paar lagaao, aan pada main sharan tihaari.

Tum hi Shivji Vishva ke Swaami, main hoon praani ek sansaari.
Maaya Mamata chitt na chhode, aur badhi hai trishna bhaari.
Bhukti aur Mukti ke Daata Shankar, gaaven mahima sab nar-naari.
Bhavsagar se paar lagaao, aan pada main sharan tihaari.

Sabki ichchha pooran karte, Tribhuvan ke tum Paalanhaari.
Thaah mile na Bhavsagar ki, aan ubaaro Hey Sukhkaari.
Naam tumhaara nauka nirmal, tum hi Kevat Shiv Adhikaari.
Bhavsagar se paar lagaao, aan pada main sharan tihaari.

Bhavbhaybhanjan Hey Dukhkandan, mahima gaaven Ved tumhaari.
Alakh Niranjan Hey Shiv Yogi, srishti sakal ke tum Hitkaari.
Hum ati deen dayaamay Prabhu ji, charan-sharan deejai Tripuraari.
Bhavsagar se paar lagaao, aan pada main sharan tihaari.

Leave a Comment

Your email address will not be published. Required fields are marked *

two × two =

Scroll to Top