भगत के वश में है भगवान (Bhagat Ke Vash Mein Hai Bhagwan Lyrics)

krishna
भगत के वश में है भगवान | Bhagat Ke Vash Mein Hai Bhagwan Lyrics

भगत के वश में है भगवान
भक्त बिना ये कुछ भी नहीं है
भक्त है इसकी शान

भगत मुरली वाले की रोज बृन्दावन डोले
कृष्णा को लल्ला समझे, कृष्णा को लल्ला बोले
श्याम के प्यार में पागल, हुई वो श्याम दीवानी
अगर भजनो में लागे, छोड़ दे दाना पानी
प्यार कारन वो लागी उससे अपने पुत्र समान
भगत के वश में है भगवान…

वो अपने कृष्णा लला को गले से लगा के रखे
हमेशा सजा कर रखे की लाड लड़ा कर रखे
वो दिन में भाग के देखे, की रात में जाग के देखे
कभी अपने कमरे से, श्याम को झांक के देखे
अपनी जान से ज्यादा रखती अपने लला का ध्यान
भगत के वश में है भगवान…

वो लल्ला लल्ला पुकारे हाय क्या जुल्म हुआ रे
बुढ़ापा बिगड़ गया जी लाल मेरा कैसे गिरा रे
जाओ डॉक्टर को लाओ लाल का हाल दिखाओ
अगर इसको कुछ हो गया मुझे भी मार गिराओ
रोते रोते पागल होगई घर वाले परेशान
भगत के वश में है भगवान…

नब्ज को टटोल के बोले, ये तेरा लाल सही है
कसम खा के कहता हूँ कोई तकलीफ नहीं है
वो माथा देख के बोले ये तेरा लाल सही है
माई चिंता मत करियो कोई तकलीफ नहीं है

जोहि सीने से लगाया पसीना जम कर आया
उसने कई बार लगाया और डॉक्टर चकराया
धड़क रहा सीना लल्ला का, मूर्ति में थे प्राण
भगत के वश में है भगवान…

देख तेरे लाल की माया बड़ा घबरा रहा हूँ
जहाँ से तू लल्ला लाई वही पे जा रहा हूँ
लाल तेरा जुग जुग जिए बड़ा एहसान किया है
आज से सारा जीवन उसी के नाम किया है
बनवारी तेरी माँ नहीं पागल पागल सारा जहाँ
भगत के वश में है भगवान…

Singer : Jaishankar Chaudhary
Lyrics: Jaishankar Chaudhary

Bhagat Ke Vash Mein Hai Bhagwan Lyrics in English

Bhagat ke vash mein hai Bhagwan,
Bhakt bina ye kuch bhi nahin hai,
Bhakt hai iski shaan.

Bhagat Murli wale ki roz Vrindavan dole,
Krishna ko lalla samjhe, Krishna ko lalla bole.
Shyam ke pyaar mein paagal, hui vo Shyam deewani,
Agar bhajanon mein laage, chhod de daana paani.
Pyaar kaaran vo laagi usse apne putra samaan,
Bhagat ke vash mein hai Bhagwan.

Vo apne Krishna lalla ko gale se laga ke rakhe,
Hamesha saja kar rakhe, ki laad lada kar rakhe.
Vo din mein bhaag ke dekhe, ki raat mein jaag ke dekhe,
Kabhi apne kamre se, Shyam ko jhaank ke dekhe.
Apni jaan se zyada rakhti apne lalla ka dhyaan,
Bhagat ke vash mein hai Bhagwan.

Vo lalla lalla pukaare, haay kya zulm hua re,
Budhaapa bigad gaya ji, laal mera kaise gira re.
Jaao doctor ko laao, laal ka haal dikhaao,
Agar isko kuch ho gaya, mujhe bhi maar giraao.
Rote rote paagal ho gayi, ghar wale pares

haan,
Bhagat ke vash mein hai Bhagwan.

Nabz ko tatol ke bole, ye tera laal sahi hai,
Kasam kha ke kehta hoon, koi takleef nahin hai.
Vo maatha dekh ke bole, ye tera laal sahi hai,
Mai chinta mat kariyo, koi takleef nahin hai.

Jyon hi seene se lagaaya, paseena jam kar aaya,
Usne kai baar lagaaya aur doctor chakraya.
Dhadak raha seena lalla ka, moorti mein the praan,
Bhagat ke vash mein hai Bhagwan.

Dekh tere laal ki maaya, bada ghabra raha hoon,
Jahaan se tu lalla laayi, wahi pe ja raha hoon.
Laal tera jug jug jiye, bada ehsaan kiya hai,
Aaj se saara jeevan usi ke naam kiya hai.
Banwari, teri maa nahin paagal, paagal saara jahaan,
Bhagat ke vash mein hai Bhagwan.

Leave a Comment

Your email address will not be published. Required fields are marked *

fourteen − 8 =

Scroll to Top