जग में सुन्दर हैं दो नाम,
चाहे कृष्ण कहो या राम
बोलो राम राम राम,
बोलो श्याम श्याम श्याम ||
माखन ब्रज में एक चुरावे,
एक बेर के खावे,
प्रेम भाव से भरे अनोखे,
दोनों के है काम ||
एक कंस पापी को मारे,
एक दुष्ट रावण संहारे,
दोनों दीन के दुःख हरत है,
दोनों बल के धाम ||
एक हृदय में प्रेम बढ़ावे,
एक ताप संताप मिटावे,
दोनों सुख के सागर है,
और दोनों पूरण काम ||
एक राधिका के संग राजे,
एक जानकी संग विराजे,
चाहे सीता-राम कहो,
या दोनों राधे-श्याम ||
Jag Mein Sundar Hain Do Naam Chaahe Krishan Kaho Ya Ram Bhajan Lyrics
Jag Mein Sundar Hain Do Naam,
Chaahe Krishan Kaho Ya Ram
Bolo Ram Ram Ram,
Bolo Shyam Shyam Shyam
Maakhan Braj Mein Ek Churave,
Ek Ber Ke Khave,
Prem Bhav Se Bhare Anokhe,
Dono Ke Hai Kaam
Ek Kans Paapi Ko Maare,
Ek Dust Raavan Sanhaare,
Dono Deen Ke Dukh Harat Hai,
Dono Bal Ke Dhaam
Ek Hriday Mein Prem Badhave,
Ek Taap Santaap Mitave,
Dono Sukh Ke Sagar Hai,
Our Dono Puran Kaam
Ek Radhika Ke Sang Raaje,
Ek Janaki Sang Viraje,
Chahe Sita-Ram Kaho,
Ya Dono Radhe-Shyam