हे अंजनीसुत हो जग में तुम | He Anjanisut Ho Jag Mein Tum Lyrics
हे अंजनीसुत हो जग में तुम, बल और बुद्धि के धाम कपीश्वर।
वायु का वेग भरा अंग अंग है सोने सा रंग शरीर का सुंदर।।
राम का नाम ले एक छलांग में, लांघ गए सौ योजन सागर,
हे हनुमान महाबलवान, है कोटि प्रणाम तुम्हें प्रभु सादर।।
भक्त नहीं तुमसा कोई आन है, हे बजरंगबली भयमोचन।
वीरों के वीर हो संतो के संत हो, भाव तुम्हारा है गंगा सा पावन।।
राम के नाम सिवा कुछ भाये ना, पास तुम्हारे है राम रसायन
हे रघुराई के नित्य सहाई, करो करुणा हम भी हैं तेरे जन।।
Singer: Amrita Chaturvedi Upadhyay
Lyrics: Sanand Sargam
Music: Rohit Kumar (Bobby)
Flute: Pt. Ajay Shankar Prasanna
Mixmaster: A R Creations
Video credits: Advitiya Sonkar (9326084928)
℗ 2026 Amrita Chaturvedi
He Anjanisut Ho Jag Mein Tum Lyrics
He Anjanisut ho jag mein tum, bal aur buddhi ke dhaam Kapishwar.
Vayu ka veg bhara ang-ang hai, sone sa rang shareer ka sundar.
Ram ka naam le ek chhalaang mein, laangh gaye sau yojan saagar,
He Hanuman Mahabalwaan, hai koti pranaam tumhein Prabhu saadar.
Bhakt nahin tumsa koi aan hai, he Bajrangbali Bhaymochan.
Veeron ke veer ho, santon ke sant ho, bhaav tumhaara hai Ganga sa paavan.
Ram ke naam siwa kuchh bhaaye na, paas tumhaare hai Ram rasayan.
He Raghurai ke nitya sahaai, karo karuna hum bhi hain tere jan.






