तेरी शरण में आके मैं धन्य हो गया (Teri Sharan Mein Aake Main Dhanya Ho Gaya Lyrics)

krishna0007
तेरी शरण में आके मैं धन्य हो गया | Teri Sharan Mein Aake Main Dhanya Ho Gaya Lyrics

तेरी शरण में आके, मैं धन्य हो गया,
जन्मों की प्यास थी जो, मैं सम्पन्न हो गया ||

तेरी शरण मे आके, मैं धन्य हो गया,
तुझको अपना बनाके मैं धन्य हो गया ||

कितने मिले अमीर यहां, कितने मिले गरीब,
पर आप मिल गये तो, धनवान हो गया ||

तेरी शरण मे आके, मैं धन्य हो गया,
जन्मों की प्यास थी जो,-2 मैं सम्पन्न हो गया ||

दुःख में तड़प रहा था प्रभु, मुद्दतों से मैं,
इक आपका सहारा, साकार हो गया ||

तेरी शरण मे आके, मैं धन्य हो गया,
जन्मों की प्यास थी जो, मैं सम्पन्न हो गया ||

करना कभी ना दूर प्रभु, चरणों से आप,
चरणो के ही सहारे, मैं भव पार हो गया ||

तेरी शरण मे आके, मैं धन्य हो गया हूं,
जन्मों की प्यास थी जो, मैं सम्पन्न हो गया ||

तेरी शरण में आके, मैं धन्य हो गया,
जन्मों की प्यास थी जो, मैं सम्पन्न हो गया ||

Singer: Indresh ji

Teri Sharan Mein Aake Main Dhanya Ho Gaya Lyrics in English

Teri sharan mein aake, main dhanya ho gaya,
Janmon ki pyaas thi jo, main sampann ho gaya.

Teri sharan mein aake, main dhanya ho gaya,
Tujhko apna banaake, main dhanya ho gaya.

Kitne mile ameer yahan, kitne mile gareeb,
Par aap mil gaye to, dhanvaan ho gaya.

Teri sharan mein aake, main dhanya ho gaya,
Janmon ki pyaas thi jo, Main sampann ho gaya.

Dukh mein tadap raha tha Prabhu, muddaton se main,
Ik aapka sahaara, saakaar ho gaya.

Teri sharan mein aake, main dhanya ho gaya,
Janmon ki pyaas thi jo, Main sampann ho gaya.

Karna kabhi na door Prabhu, charanon se aap,
Charanon ke hi sahaare, main bhav paar ho gaya.

Teri sharan mein aake, main dhanya ho gaya hoon,
Janmon ki pyaas thi jo, Main sampann ho gaya.

Teri sharan mein aake, main dhanya ho gaya,
Janmon ki pyaas thi jo, Main sampann ho gaya.

Leave a Comment

Your email address will not be published. Required fields are marked *

nine + one =

Scroll to Top